Bas Hum Ho Jaye Chords – RajSingh & Aakriti
Bas Hum Ho Jaye Chords by RajSingh & Aakriti is a song released in 2026, featuring music by Mr.MuzikVala and Bas Hum Ho Jaye lyrics by Miti. If you are looking for Bas Hum Ho Jaye guitar chords, song details, and tips for playing this track on acoustic guitar, this ProChords guide will help you prepare for your practice session.
Bas Hum Ho Jaye Chords
Capo On 3rd Fret
[Intro]
C Am C Am F G
G C
Tere mere beech jo hai,
Am
Usko kya naam dein?
Dm
Kuch na kahen honthon se,
C
Aankhon ko kehne dein…
C
Tere aane se pehle bhi
Am
Ghar mein ujala hota tha,
Dm
Par in sooni deewaron se
G
Kaun bhala kuch kehta tha?
C
Ab teri hansi ki aahat
Am
Kamron mein reh jaati hai,
Dm
Tere jaane par bhi jaise
G
Tu thodi reh jaati hai.
F
Maine kab socha tha koi
C G
Itna apna lagta hai,
F
Ek hi shehar ka har rasta
G
Uske ghar tak lagta hai.
C
Thoda tu apni zid rakh de,
Am
Thoda main jhuk jaaun,
Dm
Teri meri baat se aage
G
Ek nayi baat banaaun…
C Em
Tum na raho, main na rahoon…
Am
bas hum ho jaayein,
Dm
Do alag raaste chalkar hum…
G
humkadam ho jaayein.
C
Tera koi khwaab adhoora
Am
Meri neend mein ghar paaye,
Dm
Mere hisse ki khamoshi
G
Teri dhun mein dhal jaaye.
C Em
Tum na raho, main na rahoon…
Am
bas hum ho jaayein,
Dm
Naam rahein apne-apne…
G
kisse ek ho jaayein.
C Am
Tum na raho… main na rahoon…
Dm G
Bas hum… bas hum ho jaayein…
C Am
Tum na raho… main na rahoon…
Dm G
Bas hum….. ho jaayein…
C
Tum khidki ke paas hi baitho,
Am
Main do pyaali chai karoon,
Dm
Din bhar ki chhoti baaton mein
G
Tumse phir se pyaar karoon.
C
Kabhi tumhari baat na samjhoon,
Am
Kabhi mujhe samjhaana tum,
Dm
Baat adhoori reh jaaye to
G
Paas zara baith jaana tum.
C
Har mausam mein phool khilen,
Am
Aisa vaada kya karna?
Dm
Sookhi shaakhon wale din bhi
G
Saath tumhare hai rehna.
F
Teri dhoop bhi meri hogi,
C G
Meri chhaanv tumhari,
F
Aadha-aadha baant na lenge—
G
Poori umr humaari.
C Em
Tum na raho, main na rahoon…
Am
bas hum ho jaayein,
Dm
Do alag raaste chalkar hum…
G
humkadam ho jaayein.
C
Tera koi khwaab adhoora
Am
Meri neend mein ghar paaye,
Dm
Mere hisse ki khamoshi
G
Teri dhun mein dhal jaaye.
C Em
Tum na raho, main na rahoon…
Am
bas hum ho jaayein,
Dm
Naam rahein apne-apne…
G
kisse ek ho jaayein.
C Am
Humm… humm…
F
Bas hum ho jaayein…
G
Humm… humm…
C
Tumko mujhsa nahi banaana,
Am
Mujhko tumsa hona nahi,
Dm
Paas tumhare aakar mujhko
G C
Apna aap bhi khona nahi.
C
Tum apne rangon mein rehna,
Am
Main apne rang laaun,
Dm
Jahaan mile ye dono rang,
G
Wahin naya aasmaan banaaun.
F G
“Main” ki oonchi deewaron mein
Am F
Ek khula darwaaza ho,
G
Uske dono or khade hum—
C
Beech mein bas bharosa ho.
C Em
Tum na raho, main na rahoon…
Am
bas hum ho jaayein,
Dm
Do alag raaste chalkar hum…
G
humkadam ho jaayein.
C
Duniya apni chaal chale to
Am
Hum thoda tham jaayein,
Dm
Umr dhale, par ek nazar se
G
Phir pehli baar sharmaayein.
C
Tum na raho, main na rahoon…
Am
bas hum ho jaayein,
Dm
Naam rahein apne-apne…
G C
kisse ek ho jaayein.
C Em
Tum na raho… main na rahoon…
Dm C
Bas hum… bas hum ho jaayein…
C
Tera mera kam ho jaaye…
Am
Apna zyaada ho jaaye…
Dm
Tum na raho… main na rahoon…
G C
Bas hum ho jaayein…
Am C F G
Tum na raho… main na rahoon…
C
Bas hum ho jaayein…
If you want to learn Bas Hum Ho Jaye Chords, begin by listening carefully to the original recording. Pay attention to the rhythm, vocal phrasing, and moments when the harmony changes. These details will help you identify the correct chords and develop a more natural accompaniment.
Keep practising, keep playing, and discover more guitar chords with ProChords.
Published by ProChords.in