Tum Ho Toh Chords By Vishal Mishra
Tum Ho Toh Chords by Vishal Mishra from the movie Saiyaara. This romantic melody, sung by Vishal Mishra and Hansika Pareek, has captured hearts with its soulful tune. Whether you’re a beginner or seasoned guitarist, these easy guitar chords will help you play this hit song perfectly.
Tum Ho Toh Chords By Vishal Mishra
Capo On 4th Fret
G
In haathon mein jabse hai
C D
aaya hai haath tumhaara
G
Jaise dariya ki halchal ko
C D
mil jaaye koi kinaara
Am
Tumhaare sang aawaargi bhi
Bm C Em
Aawaargi bhi deti hai jaise sukoon
C
Tumhaare sang har ek lamha
D Am D
Har ek lamha yaadein nayi main bunu
C G
Tum ho to subah nayi hai
C G
Tum ho to shaamein haseen hain
C D
Ek duniya sapno si hai
C D
Tum ho to is pe yaqeen hai
C D G
Tum ho to sab achha hai
C D G
Tum ho to waqt thama hai
Em D C
Tum ho to ye lamha hai
Am D
Tum ho to iss mein sadaa hai
C D G C D
Tum ho to
Em D C Am D
Iss lamhe mein sadaa hai
G C D
Tum mile in dardon mein raahat ban ke
G C D
Tum mile ik sufi ki chahat ban ke
Am C D
Main kya kahun, koi lavz hi qaabil nahi hain
Am C D
Par mujhko itna hai pata
Am
Tumhaari in aankhon se saare
Bm C Em
Aankhon se saare le lu andhere tere
C
Meri jaan, abhi baatenge mil ke
D Am D
Baatenge mil ke saare savere merе
C G
Tum ho to dhoop hai maddham
C G
Tum ho to chhaav hai har dam
C D
Tum ho to haqq mein hai Mere
C D
aatе-jaate ye mausam
C D G
Tum ho to sab achha hai
C D G
Tum ho to waqt thama hai
Em D C
Tum ho to ye lamha hai
Am D
Tum ho to iss mein sadaa hai
G C D
Hum, na jaane aise hum kab hanse the
G C D
Hum aise hi besabab jee rahe the
Em D
Meri ye duaaein sun li kisi ne
C D
Lagta hai sach mein khuda hai
Em D
Aise to koi bhi milta kahaan hai
C D
Jaise mujhko tu mila
Am
Tumhaare sang jo bhi mila hai
Bm C Em
Ab ek pal bhi khona nahi hai mujhe
C
Tumhaare sang raatoien jagg ke
D
dekhu tumhe
Am D
Bas sona nahi hai mujhe
C D G
Tum ho to sab achha hai
C D G
Tum ho to waqt thama hai
Em D C
Tum ho to ye lamha hai
Am D
Haan, Tum ho to iss mein sadaa hai
C D G
Tum ho toh, jab ho tum
C D
Jo tum to
C D
Tum ho to, tum hi tum ho
Whether you search for easy guitar chords Tum Ho Toh or Tum Ho Toh Hansika Pareek chords, this guide on ProChords has you covered with accurate chord diagrams, strumming tips, and transpose options. Master Tum Ho Toh chords by Vishal Mishra today and impress your friends with this beautiful track!
Popular search terms covered:
- Saiyaara Tum Ho Toh Guitar Chords
- Tum Ho Toh Lyrics Chords
- Tum Ho Toh Chords Saiyaara
- Tum Ho Toh Lyrics
What are your thoughts on this track? Drop your favorite line or chord variation in the comments. Keep strumming with ProChords! 🎸❤️