Daaman Chords by Kaifi Khalil beautifully showcase his signature soulful and heartfelt style. The song is written, composed, and produced entirely by Kaifi Khalil, highlighting his multifaceted talent as a singer-songwriter and music producer.
Daaman Chords
Capo On 4th Fret
[Intro]
Em C D C7 D
Em7
Khubsurat Thi Wo
Em7
Mai Bhi Rangeen Tha
D
Kya Zamana Tha Wo
G
Ishq Sangeen Tha
Em7
Aise Bhula Hai Wo
Em7
Jaise Kuchh Bhi Naa Tha
D
Uski Taamir Thi Meri Barbadi Tha
Em7
Aanshu Mere Kuchh Bhi Nahi
D
Ki Tu Nahi Saath Toh Kya Hua
Em7
Tujhko Maana Hai Saara Jahaan
G D
Aise Daaman Naa Humse Chhuda
Em7
Uski Tasveer Mat Dikhao Mujhe
D
Iss Tarah Se Naa Aazmao Mujhe
C7
Ain Mumkin Hai Mai Palat Aaun
C7
Uski Aawaz Mein Bulao Mujhe
D
Mil Yaari Ko Yaad Karta Hoon
Em7
Mil Yaari Ko Yaad Karta Hoon
D
Uski Yaadon Mein Leke Jao Mujhe
C
Doston Ko Naa Aag Lag Jaaye
C7
Doston Ko Naa Aag Lag Jaaye
Em7
Apni DP Mat Lagao Mujhe
Em7
Aanshu Mere Kuchh Bhi Nahi
G
Ki Tu Nahi Saath Toh Kya Hua
C C7
Haan Aise Daaman Naa Humse Chhuda
G
Aise Daaman Haan Haan Daaman
Em7
Aise Daaman Naa Humse Chhuda
G7 Em7
Oh,,,, Ohh,,,
G E Em7 D
Wo,,,,
Popular search terms covered:
- Daaman Kaifi Khalil Lyrics
- Daaman Song Chords
- Kaifi Khalil Daaman Guitar Chords
What are your thoughts on this track? Drop your favorite line or chord variation in the comments. Keep strumming with ProChords! 🎸❤️

