Ho Gaya Hai Pyaar Chords – Yasser Desai
Ho Gaya Hai Pyaar Chords by Yasser Desai is the Brand New Hindi Song featuring Arjun Bijlani & Surbhi Chandna. Yasser Desai has sung this Latest Hindi Song, while Ho Gaya Hai Pyaar Song Lyrics are penned down by Kunaal Vermaa, with Music given by Jeet Gannguli and this Brand New Music Video is directed by Navjit Buttar.

Song: Ho Gaya Hai Pyaar
Singer: Yasser Desai
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Jeet Gannguli
Director: Navjit Buttar
Music Label: DRJ Records
Ho Gaya Hai Pyaar Guitar Chords
Bm
Saara Din Tere Hi
A G7
Kisse Dil Sunaaye Yaar
Bm D A
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
F#
Zindagi Se Kya Main Chahun
D
Tu Hai Mere Paas
F#
Saath Tere Dhoop Bhi Yeh
D
Jaise Hai Barsaat
Bm
Khwaab Dekha Hai Aankhon Ne
A Bm
Aaj Pehli Baar
D
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
A Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
Bm D
Maine Likh Di Dhadkanon Pe
Bm
Daastan Apni
G Em
Ab Se Mera Jeena Marna
F#7 Bm
Hai Tum Hi Se Hi
D
Yeh Nahi Hum Jaante
Bm
Hai Zindagi Kitni
G Em
Jo Bhi Hai Humko Woh Tere
F# Bm
Saath Hai Likhni
F#
Sirf Tujhpe Main Hoon Qurbaan
F#7 D
Ab Hazaaron Baar
Bm
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
A Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
Bm
Khwaab Dekha Hai Aankhon Ne
A Bm
Aaj Pehli Baar
D
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
A Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
Bm D
Kya Bharosa Zindagi Ka
Bm
Kab Chali Jaaye
G Em
Kab Safar Mein Chalte Chalte
F#7 Bm
Shaam Aa Jaaye
D
Ik Janam Kya Sau Janam Bhi
Bm
Saath Ho Apna
G7 Em
Paas Mere Rehna Bas Tum
F# Bm
Hum Jahan Jaaye
F#
Do Kadam Ya Phir Chale Hum
F#7 D
Chaand Ke Us Paar
Bm
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
A Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
Bm
Khwaab Dekha Hai Aankhon Ne
A Bm
Aaj Pehli Baar
A
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
A Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
D
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
A Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
D
Pyaar Se Bhi Zyada Tumse
A Bm
Ho Gaya Hai Pyaar
Yasser Desai Ho Gaya Hai Pyaar Chords
Thanks For Visit prochords.in/

