Tum Ho Guitar Chords from Mission Majnu is a beautiful romantic Hindi song sung by Papon. The soulful melody is composed by Arko, while the heartfelt lyrics are written by AM Turaz.
Tum Ho Guitar Chords From Mission Majnu
C
Tujhe yaad rakha hai har lamha
C F
Pal bhar ko bhi na bhulaya hai
C Am
Goliyan kha kar seene par
D G F
Tere ishq ka karz chukaya hai
G C
Aye jaane watan
F
mujhe teri kasam
C G
Meri pehli aur antim dhadkan
Am F C
Tum ho, ho tum ho
C
Mere lakh janam
F
hon tujhpe khatam
C
Mere jism ki rooh ke
C
pak sanam
Am F C
Tum ho, ho tum ho
C F
Vaapas laut ke aaunga main
C
Jo reh gaya karz
C
chukaunga main
G Am C F
Dharam bhi karam bhi
C
Vaada bhi kasam bhi
G C F C
Tum ho, ho tum ho
G Am
Meri jannat ki
F C
khudayi tum ho
G C
Saare zakhamon ki
F C
dawayi tum ho
Am
Main hara nahi dekho to sahi
C
Meri jeet ka lehrata parcham
F C
Tum ho, ho tum ho
G C F
Mere khoon ka ik ik katra
Am G
Kadmon pe tere hai bikhra
Am F
Ise rakhna samet ke khud mein
G
Main zinda rahunga tujhmein
C F
Kabhi zikar chale jo wafa ka
Am G
Mera naam bhi shaamil rakhna
Am F
Karna sar fakar se unchha
G C G C
Na aankh mein paani bharna
C
Aye jaane watan
C
mujhe teri kasam
Dm
Meri pehli aur
Am
antim dhadkan
C
Tum ho, ho tum ho
F C
Mere lakh janam ho
C
tujhpe khatam
Am Dm
Mere jism ki rooh ke
G
pak sanam
C
Tum ho, ho tum ho
Hamara tiranga hawa se nahi
Shaheedon ki aakhiri
saanson se Lehrata hai
Whether you want to learn the Tum Ho song chords, practice the Mission Majnu guitar chords, or sing along with the complete Tum Ho lyrics and chords, this guide will help you master the song quickly.
Popular search terms covered:
- Tum Ho Mission Majnu Chords
- Mission Majnu Guitar Chords
- Tum Ho Song Chords
- Papon Tum Ho Lyrics and Chords
What are your thoughts on this track? Drop your favorite line or chord variation in the comments. Keep strumming with ProChords! 🎸❤️

